|
Shairs
|
Fitrat
si ban gayi hai dil-e-bey karaar ki,
Marna ka teray ishq mein irada bhi nahin hai,
Kuch aadat si par gayi
hai teray intezaar ki
Hai ishq magar itna zyada bhi nahin hai
Eik nuqtey ney humein mehram sey mujrim bana diya,
Kabhi khud pey kabhi haalat pey rona aya,
Hum dua kartey rahey
woh daga samajhtey rahey
Baat nikli to har baat pey rona aya
Duniya ko kya batai ab,ghum-e-dil ko kaisey chupai ab,
Aay parwaney shama ko itni umeed sey na dekh,
Jo yeh moti ban kar
behney lagey humari nigahon sey........
Hum to jal hi chukey hain apney ujaley mein !
Youn nafrat bhari nigahon sey na dekh humein,
Jo yeh kehna hai key pyaar nahin hum sey,
Kahin dil-e-nadaan in
adaaon ko mohabbat na samajh bethey
To pehley pyaar ko tum chupana seekh lo
Ajnabi tu kyon mujhey acha laga,
Dil mein toofan chupai bethi hoon,
Raah mein eik jhalak
dikha kar chalta bana,
Yeh na samjho key mujhey pyaar nahin,
Mujhey pata hai key tu
koi nahin,
Tum jo aye ho meri zindagi mein,
Par kyon tu meray dil
mein samaya
Ab kisi ka bhi intizaar nahin
Dewaar kya giri mere kachey makaan ki,
Khamoshi be'jaa nahin Ghalib,
Logon ney mere ghar ko
raasta bana liya
Koi to baat hai jiski parda poshi hai
Mere paas sey guzar gaye mere haal tak na poocha,
Daba ke qabar mein sab chal diye,dua na salaam
Mein kaisey maan loon
woh door ja key roya hoga
Zara si dair mein kya ho gaya zamaney ko
Woh kya hai aaj unkey farishtey bhi aaye gein,
Dua bahaar ki maangi to itney phool khiley,
Waadey ki shab
nahin,yeh din hai hisaab ka
Kahin jaga na rahi mere aashianey mein
Shab-e-furqat mein Qamar aankh key aansoo na rukey,
Kis kadar aansoo bahaye tum ney shab-e-gham,
Yeh woh taarey hain jo
din mein bhi gira kartey hain
Itnay tarey to kabhi falak sey bhi tootey na they
Husn sey ruswa na hoga apney deewaney ka naam,
Tumharey chaand sey rukh ki kasam mein hi hoon,
Shama ro dey gi magar
ley gi na parwaaney ka naam
Jigar ka daagh dikha doon agar aitbaar na ho !
|
Mere
honto key mehaktey huey naghmo par na ja,
Rukta bhi nahin theek sey chalta bhi nahin,
Mere seenay mein kai aur bhi
ghum paltey hain,
Yeh dil hai key terey baad sambhalta hi nahin,
Mere chehrey par dikhawey ka
tabassum hai magar,
Is umar key sehra sey teri yaad ka baadal,
Meri Aankho mein udaasi key
diye jaltey hain
Talta bhi nahin aur barasta bhi nahin
Is
daur mein ehsaas-e-wafa dhoondney walo,
Rahi dil ki dil mein hasrat koi hum ko pyaar karta,
Sehrao mein kaha miltey hain
deewaro key saaye
Kabhi keh kar khud na ata kabhi intizaar karta
Galat
nahin key zamaney mein la jawaab hain hum,
Jo saaz se nikli hai woh sada sab ney suni hai,
Samajh sakey na koi woh kitaab
hain hum
Jo saaz par guzri hai woh kis dil ko khabar hai
Likh
kar humara naam zameen par mita diya,
Dil mein tumharey pyaar key jaltey to hain chirag,
Un ka tha khel,khaak mein hum
ko mila diya
Mana key in ki roshni tum para ayaan nahin
Jisey
chaho usey Ihssas-e-Khudayi dey do,
Dil tha key khush khayal tujhey dekh kar hua,
Silsila pyaar ka rakho to
ibadat jaisa,
Yeh shehar bey misaal tujhey dekh kar hua,
Hum bharey shehar mein tanha
to nahin they lekin,
Ayi na thi kabhi meray lafzon mein roshni,
Koi rishta na mila phir teri
chaahat jaisa
Aur mujh sey yeh kamaal tujhey dekh kar hua
Us
sey bichrey huey eik zamana ho gaya,
Meri mohabbat ka mujh sey saboot mangti thi,
Lekin is baat sey takleef
mujhey hoti hai,
Meri chaahat ka mujh sey hisaab mangti thi,
Chor diya tha us ney jis key
liye mujh ko,
Ajeeb larki thi sab jaan ney key ba wajood,
Pa liye usey to ab meray liye
roti hai
Woh aksar apni baaton ka jawaab mangti thi
Lag jaye
zamaney ki hawa janey usey kab,
Kya khabar thi key kabhi teri tamanna meray dost,
Tum bhi to insaan ho kuch keh nahin
saktey Ashq
ban kar meri aankhon mein ubhar aye gi
Apney
wadey par atal hoon mein pahaaro ki tarah, Kisi
key eik Aansoo par hazaar dil taraptey hain,
Mein bhi kya aap ka dil hoon
jo badal jaon ga Kisi
ka umar bhar rona bhi bey kaar jaata hai
Dil
bujha yu key zamaney ko kahbar tak na hui, Dil
key toth jaaney par ab kya dukh karna,
Shama bujhti hai mehfil mein
to dhuaan hota hai Patharo
ki basti mein aainey toot tey rehtey hain
Aasmaan
jhukta nahin zameen ko jhukna parta hai,
Zindagi kya cheez hai kis desh ki saugaat hai,
Hukum deta hai jo woh iltijah
bhi karta hai, Aao
hum batlai kyon jeetey hain hum kya baat hai,
Tu agar bey wafa hai to eik
buri khabar sun ley, Zindagi
apni numaish gah baharistan hai,
Intizaar mera koi doosri bhi
karta hai Chaar
din bijli ka lamp phir anderi raat hai
Tujhey
paa kar is dil ki har eik umeed poori hui,
Woh cham cham karti hui ayi,
Khoya khoya sa rehney laga,yeh
aadat tujhey dekh kar hui,
Woh cham cham karti hui chali gayi,
Socha na tha humarey naseeb
mein aap ka pyaar hoga,
Mein sindoor ley kar khara tha,
Magar aap ko dil dey kar,hum
sey meethi si bhool hui
Woh rakhi baandh kar chali gayi
Teri
zulfon sey judaai nahin maangi thi,
Kaun kehta hai key maut aye gi to marr jao ga,
Qaid maangi thi,rihai nahin
maangi thi
Mein to darya hoon samndar mein utar jao ga
Nazrein sharam sey jhukti nahin to hum bhi dekhtey dil bhar key,
Milna hai to milo duniya key chaman mein,
Kya karein uss ney bhi kaha
hai,pehli nazar maaf hai
Milney ka kya faida jab laash ho kafan mein
Teri
chaahat ney ruswa kiya teri mohabbat sey kya gila,
Milney lagi hai jurm-e-wafa ki saza mujhey,
Humein to zindagi ney mara
teri maut sey kya gila
Aaney laga hai yaad koi bewafa mujhey
Roshni chaand sey hoti hai,sitaron sey nahin,
Roshni chaand sey ho gi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat eik sey hoti
hai,hazaron sey nahin
Mohabbat eik sey hogi to hazaro ka kya hoga
Na
tum aa sako gay na phir baat hogi,
Basney lagay hain kuch asiey sapney,
Yeh kaisi dukh bhari chaandni
raat hogi,
Koi bulaye jaisey naino sey apney,
Ghari do ghari beth kar
muskura do zara,
Hotey hain apney bhi gair magar,
Khuda jaaney phir chahney walo
ki kab mulaqaat hogi
Hum ney paya key hotey hain kuch gair bhi apney
Sada dua maango gay magar ab na paa sako
gay humein,
Aandhi ati hai tufaan chaley jaatey hain,
Kya zaroorat hui aazmaney ki,hum to humesha tumharey they
Yaadein reh jaati hain insaan chaley jaaty hain
Jab paas ho to rukh sey nigahein na
morna,
Aur bhi cheezein lutt chuki hain is dil key saath,
Jab door ho to mea tasavvur na chorna,
Yeh bataya doston ney ishq farmaney key baad,
Aye dost,dil laganey sey pehley soch ley....
Ab kamrey ki eik eik cheez check karta hoon,
Mushkil bohat hai rishto ki zanjeerein torna
Ek tere aaney sey pehley ek tere jaaney key baad
Apni aankhon key samandar mein utar
jaaney dey,
Sookh jaatey hain lub,lafz miltey nahin,
Tera mujrim hoon mujhey doob kar mar jaaney dey,
Hota nahin hum sey ishq bayaan,
Zakham kitney teri chaahat sey miley hain mujh ko,
Unhein kaisey batao dil ki lagi ?
Sochta hoon kahoo tujh sey magar jaaney dey.......
Kaisey sikhao aankhon ki zubaan ?
Ab chahe parain ishq mein jitney bhi
sitam,
Faasley jism ko door ley jaatey hain,
Tumhein paana hai chahey jitney ho ghum,
Par dilo key shehar to ujartey nahin,
Labo ney na bola par is jahaan ki kasam,
Aakhon sey aankhon ka rishta toot jaye bhi to,
Agar hota jayaz to poojtey tum ko hum
Saath dekhey huey khwaab to mit tey nahin
More coming soon!!!!!!
|